Roman script

kabhi kabhi aisa lage

jaaun main tujhe chhod ke

saari rashmen bhool ke

saari kasme tod ke

tune agar na roka mujhko

bin tere main mar jaaunga

tune agar na dhunda mujhko

tanha tanha mar jaaunga

taras to kha meri jaan

tune mujhe pagal kiya

kabhi kabhi aisa lage

jaaun main tujhe chhod ke

koi kisi se itani mohabbat

itni mohabba karta na hoga jana

koi kisi pe meri tarah se

meri tarah se marta na hoga jana

chaahat dil me hai

dil mushkil me hai

ho kabhi kabhi aisa lage

jaaun main tujhe chhod ke

hu kabhi kabhi aisa lage

jaaun main tujhe chhod ke

maine kabhi jo aisa kiya to

aisa kiya to tum kya karogi jana

mere bina kya tanha akele

tanha akele aahen bharogi jana

yaadon ke rele me baithi akele me

ho kabhi kabhi aisa lage

jaaun main tujhe chhod ke

hu kabhi kabhi aisa lage

jaaun main tujhe chhod ke

tune agar na roka mujhko

bin tere main mar jaaunga

tune agar na dhunda mujhko

tanha tanha mar jaaunga

taras to kha meri jaan

tune mujhe pagal kiya

Kabhi kabhi aisa lage

hu kabhi kabhi aisa lage

hu kabhi kabhi aisa lage

kabhi kabhi aisa lage

bin tere main rahun na

mar jaaunga, mar jaaunga 

bin tere mar jaaunga

mar jaaunga bin tere tanha tanha

mar jaaun mar jaaun mar jaaun

Explore this song