Roman script

ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar

is baazar me dekha humne, is baazar me dekha humne

hasne rone ka vyapar, hasne rone ka vyapar

kahi mile aansu ki ladiya, kahi mile aansu ki ladiya

kahi mile aasha ke haar, kahi mile aasha ke haar

kahi dard kahi pyar, kahi jit kahi haar 

ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar

aapse miliye aji 

aapse miliye aap kaun hai shehar ke bade rayis 

aapse miliye aap kaun hai shehar ke bade rayis 

kaam aapka jeb kaatna naam char sau bis four twenty 

kaam aapka jeb kaatna naam char sau bis

inse bachke raho sarkar ke ye hai choro ke sarkar 

ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar

aapse miliye aji 

aapse miliye aap kaun hai miss chamkili jaan

aapse miliye aap kaun hai miss chamkili jaan

daulat ki pehchan hai inko dil ki nahi pehchan 

daulat ki pehchan hai inko dil ki nahi pehchan 

sikho inse jhutha pyar ke ye hai choro ki dildar

ye hai duniya ka baazar, ye hai duniya ka baazar

Explore this song