Roman script

ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare

kisi ko yaad na kare

kisi ko yaad na kare

ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare

kisi ko yaad na kare

kisi ko yaad na kare

koi sunta nahi apni sunaaye kisko ye dukhde

sunaaye kisko ye dukhde

dikhaaye kisko jaakar is dil-e-barbaad ke tukde

dil-e-barbaad ke tukde

ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare

kisi ko yaad na kare

kisi ko yaad na kare

hai dil me dard lekin hum labo ko see ke baithe hai

labo ko see ke baithe hai

kaleja thaam kar aur aansuo ko pi ke baithe hai

ye ansu pi ke baithe hai

ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare

kisi ko yaad na kare

kisi ko yaad na kare

akeli jaan par itne sitam hum sah nahi sakte

sitam hum sah nahi sakte

magar kuch baat aisi hai ke munh se kah nahi sakte

ke munh se kah nahi sakte

ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare

kisi ko yaad na kare

kisi ko yaad na kare

ye duniya kehti hai koi fariyaad na kare

kisi ko yaad na kare

kisi ko yaad na kare

Explore this song