Roman script

ye college ka jamana ye hasna hasana

ye banna banana banana banana

ye din jindagi ke azab bekhudi ke

ye din jindagi ke azab bekhudi ke

subah sawere saikal ki katare

gumcho ki or kaliyo ki takrare

subah sawere saikal ki katare

gumcho ki or kaliyo ki takrare

na mathe pe pasina na dil me koi kina

na mathe pe pasina na dil me koi kina

yahi to hai yahi to hai yahi to pyare jina

ye college ka jamana ye hasna hasana

ye banna banana banana banana

ye din dillagi ke sahare jindagi ke

ye din dillagi ke sahare jindagi ke

khelo ke maidan me hero ladke

padhne me becharo ka dil dhadke

khelo ke maidan me hero ladke

padhne me becharo ka dil dhadke

jab lakdki awwal aaye pasina chhuta jaye

jab lakdki awwal aaye pasina chhuta jaye

kaho to ji kaho to ji kaho to ji

ye kaha ke hero aaye

ye college ka jamana ye hasna hasana

ye banna banana banana banana

ye din dillagi ke sahare jindagi ke

ye din dillagi ke sahare jindagi ke

Explore this song