Roman script

ye baharo ke din ye suhana sama

ye suhana sama

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha

aaj gate chalo muskurate chalo

mastiya jindagi ki lutate chalo 

ab nahi koi gam apni manjil pe ham 

aa gaye hain sanam dono sathi mile 

ban gaya karva ban gaya karva

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha

tum hamare hue ham tumhare hue

mil gaye do mohabbat ke maare hue

tere dam se sanam hai ye dil ka chaman

pyar ki anjuman jindagi hai hasin

aarzu hai jawan aarzu hai jawan 

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha

ye baharo ke din ye suhana sama

ye suhana sama

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ab to sun lijiye pyar ki dastan

ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha

Explore this song