Roman script

yauwan chhalke yu tan se 

khushbu nikle kanchan se

aa ke naa jana jeewan se 

aa ke naa jana jeewan se

yauwan chhalke yu tan se 

khushbu nikle kanchan se

tum meri takdeer ka taara 

tum meri takdeer ka taara

amrit ras ki tum ho dhara

amrit ras ki tum ho dhara

phir se jinda kar sakti ho

phir se jinda kar sakti ho chitvan se

yauwan chhalke yu tan se 

khushbu nikle kanchan se

sahra jaisa jeewan mera 

sahra jaisa jeewan mera

pyar ka pyasa tan man mera

pyar ka pyasa tan man mera

aangan mera madhuban kardo

aangan mera madhuban kardo darshan se

yauwan chhalke yu tan se 

khushbu nikle kanchan se

jeewan mera sang ko tarse

jeewan mera sang ko tarse

ang tumhare ang ko tarse

ang tumhare ang ko tarse

aajao to baandh ke rakhlu

aajao to baandh ke rakhlu nainan se

yauwan chhalke yu tan se 

khushbu nikle kanchan se

aa ke naa jana jeewan se 

aa ke naa jana jeewan se 

aa ke naa jana jeewan se 

aa ke naa jana jeewan se 

aa ke naa jana jeewan se

Explore this song