Roman script

chhute na hi chhute na, chhute na hi chhute na

chhute na hi maula chhute na

chhute na hi maula chhute na

resham ki doriyo se manva ne bandha hai re

maati ka ye chola chhute naa 

maati ka ye chola chhute naa 

chhute na hi chhute na, chhute na hi chhute na

chhute na hi maula chhute na

chhute na hi maula chhute na

saans ka ye taaga bairi daat se na kaata jaaye 

saans ka ye taaga bairi daat se na kaata jaaye 

paani se gale na maati jitna bhi daala jaaye 

paani se gale na maati jitna bhi daala jaaye 

moh ki kira laagi re, maya tera bhola chhute na 

maya tera bhola chhute na, chhute na hi maula chhute na

bahti nadi me bhay re doobe tar jaaye naa koi 

bahti nadi me bhay re doobe tar jaaye naa koi 

kaamna ka fanda daale kaise ghar jaaye koi 

kaamna ka fanda daale kaise ghar jaaye koi 

todi todi jodi maula, naato ka ye jhula chhute na 

naato ka ye jhula chhute na, chhute na hi maula chhute na

chhute na hi chhute na, chhute na hi chhute na

chhute na hi maula chhute na

chhute na hi maula chhute na

resham ki doriyo se manva ne bandha hai re

maati ka ye chola chhute naa

Explore this song