Roman script

yaha waha jaha taha 

maat puchho kaha kaha

hai santoshi maa

apani santoshi maa 

apani santoshi maa 

badi man bhawan nirmaal 

pawan prem ki ye pratimaa

apani santoshi maa

apani santoshi maa 

is devi ki daya ka 

humne adbhut fal dekha

ho adbhut fal dekha

ho pal me palat de ye

bhakto ki bigadi bhagay rekha

bigadi bhagay rekha

badee balshali maamta wali

badee balshali maamta wali

jyoti punj ye maa

apani santoshi maa

apani santoshi maa 

ye maaiya to bhav ki bhukhi

bhakti se bhawe 

ho bhakti se bhawe

ho prem purvak jo koyee puje

maanwanchit pawe

maanwanchit pawe

mangal karnee chinta harni

mangal karnee chinta harni

dukh bhanjan ye maa

apani santoshi maa

apani santoshi maa 

yaha waha jaha taha 

maat puchho kaha kaha

hai santoshi maa

apani santoshi maa 

apani santoshi maa

Explore this song