Roman script

ye bai kitni sach hai mana ke purani 

bachpan ki yaad lekar aati hai jawani

ye bai kitni sach hai mana ke purani 

bachpan ki yaad lekar aati hai jawani

ye bai kitni sach hai

chhup chhup nadi si pule

khud apna dhyan bhule

sabki nazar bacha ke 

hum phul se kyu jhule

chhup chhup nadi si pule

khud apna dhyan bhule

sabki nazar bacha ke 

hum phul se kyu jhule

kano me samai hai ab tak wo kahani

bachpan ki yaad lekar aati hai jawani

ye bai kitni sach hai

ye cham chamata chanda 

wo timtimate tare

ye cham chamata chanda 

wo timtimate tare karte the un dino me 

kuch aur bhi ishare pal bhar me ruth jana 

sakhiyo ka phir manana

hatho se muh chhupa ke phir jhat se muskurana

jivan ki wo kuch ghadiya hai kitni suhani

bachpan ki yaad lekar aati hai jawani

ye bai kitni sach hai

kahte hai kahne wale jisko zindgani

hum usko samjhte hai bahta hua pani

kahte hai kahne wale jisko zindgani

hum usko samjhte hai bahta hua pani

ruk ruk meri jawani balaiyan to lelun

ek bar mai bachpan ko mudkar ke dekh lu 

gujre hue din wo hai mithi nishani

bachpan ki yaad lekar aati hai jawani

ye bai kitni sach hai  mana ke purani 

bachpan ki yaad lekar aati hai jawani

ye bat kitni sach hai

Explore this song