Roman script

yaad tumhari kyu aaye baalma

ho tum to gaye ho hume bhul

yaad tumhari kyu aaye baalma

ho tum to gaye ho hume bhul

amwa ki daali pe bole koyaliya

birha ke geet gaaye banke muraliya

chandni raat bhi na bhaye baalma

ho tum jo gaye ho hume bhul

yaad tumhari kyu aaye baalma

ho tum to gaye ho hume bhul

tumhi batao jeeyu kiske sahare

sari sari raat kaatu gin gin taare

naino me nindiya na aaye baalma

ho tum jo gaye ho hume bhul

yaad tumhari kyu aaye baalma

ho tum to gaye ho hume bhul

taaro bhari hai dekho raat suhani

tum bin roti hai majbur jawani

dil ki kali murjhaye baalma

ho tum jo gaye ho hume bhul

yaad tumhari kyu aaye baalma

ho tum to gaye ho hume bhul

Explore this song