Roman script

door tak jaake aankhein laut aayi hain khaali

hai jahan dusara jismein tumne duniya basa li

door tak jaake aankhein laut aayi hain khaali

hai jahan dusara jismein tumne duniya basa li

saamne kyun nahi ho tum dil mein bas yeh baat

reh jaati hai

tu na ho toh har cheez mitt jaati hai

zindagi aur bhi humein tadpati hai

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

paas kehne ko mere kuchh bhi bacha nahi

tha sirf tu hi mera tu bhi raha nahi

ho paas kehne ko mere kuchh bhi bacha nahi

tha sirf tu hi mera tu bhi raha nahi

ik baar koi jo mujhe de de kalam rab ki

toh main likh doon woh jo kismat mein likha nahi

saans chalti hai dhadkan rukk jaati hai

deke aawaaz bas tujhko hi bulati hai

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

kyun bikharte hain khwab ret ke ujalon se

kyun gujarati hai zindagi

imtihanon se hai toh aakhir mein

toot jaana ise yoon hi saath dil ke toh

yehi hota hai zamaanon se

saath dil ke toh yehi hota hai zamaanon se?

tu nahi toh har cheez mit jaati hai

zindagi aur bhi humein tadpati hai

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

woh teri yaad woh teri yaad yaad

yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai

Explore this song