Roman script

Ishq ne isko chhoda

Dard ne isko maara

Ishq ne isko chhoda

Dard ne isko maara…

Kya kare dil bechara

Kya kare dil bechara

haal-e-dil jab na jaane

Jaan-e-man dil bar yaara..

haal-e-dil jab na jaane

Jaan-e-man dil bar yaara..

Kya kare dil bechara

Kya kare dil bechara

haan ab hai gumshuda

Raat hai ajnabi

Roothde jazba ki

baat.. hai ajnabi

khawahishein hai deewani

chahatein hai aawara

Kya kare din bechara

Kya kare din bechara

Roke se na roke

kaisa armaan hai

har ghadi aaho main

kaisa tufaan hai

Yaha jindgi ki maujo ko

jab mile na kinara

Kya kare dil bechara

Kya kare dil bechara

Kya kare dil bechara

Kya kare dil bechara

Kya kare dil bechara

Explore this song