Roman script
Tere bina jiya nahi jaaye tere bina Tere bina jiya nahi jaaye Tu har saans har aah Ttu mere har ek ehsaas Tu meri yaad mein Tujh se hi zindagi ke saaye Tere bina jiya nahi jaaye Tu har saans har aah Ttu mere har ek ehsaas Tu meri yaad mein … Tujh se hi zindagi ke saaye Tere bina jiya nahi jaaye tere bina Par ke bina parinda jaise Sur ke bina saazinda Main yahaan aa tere baghair Ghar ke bina bashinda jaise Jaan ke bina koi zinda jaise Main yahaan tere baghair Tere bina jiya nahi jaaye Tu har saans har aah Tu mere har ik ehsaas Tu meri yaad mein Tujh se hi zindagi ke saaye Tere bina jiya nahi jaaye Chahe koi zurmaana le le Phir jeene ke bahana de de Le aa phir se woh din Woh bewajah ladte rehna Ik dooje pe har lamha marna Le aa phir se woh din Tere bina jiya nahi jaaye Tu har saans har aah Tu mere har ik ehsaas Tu meri yaad mein ai ai.. Tujh se hi zindagi ke saaye Tere bina jiya nahi jaaye Tere bina Tere bina Tere bina…
Song details
- Singer: Himesh Reshammiya
- Film / album: Damadamm!
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer Anjaan
cast: Himesh Reshammiya, Purbi Joshi, Sonal Sehgal
language: Hindi