Roman script

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

dekh ke tujhko jhuk jani hain kaise shram ke mare aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

ajab ek surur aaye bekhudi meri badhaye 

jhum jhum man ye jaye chain na kahi bhi paye 

betabi badh jati hain aur mujhe tadpati hain 

palbhar ke liye dil ki dhadkan bhi ruk jati hain 

jab dekha karti hain aise meri aur tumhari aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

tere hi khyal sajna ratiyan gujari re 

kitne sawal puchhe sakhiyan anadi re 

kya hua raat mein bhigi thi barsat mein 

jagi thi kya raat bhar tu chanda ke sath mein 

kaise main inko samjhau kyo hain neend se bhari aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

teri hi banungi sajna bole hain paijaniya 

aaungi tere hi angana banke main dulhaniya 

tu mera ho jayega bach nahi payega 

mere jaal mein aayega jab tu nain ladayega 

tujh par jadu kar hi dengi meri ye matwali aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

chain na mujhko aaye jabse tujhpe maine dali aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe 

kajal bin kajrari aankhe gore mukh par kali aankhe

Explore this song