Roman script

yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
yaad kar leta hu, aah bhar leta hu
yaad jab aaye teri 
dil mera lagta nahi 
kuch mujhe bhata nahi
ye mujhe kya ho gaya
kuch samajh aata nahi
yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
yaad kar leta hu, aah bhar leta hu
yaad jab aaye teri 
ye andhere raaste, ye andhere raaste
hai mere hi waste
ye andhere raaste, hai mere hi waste
thokare khata rahu, ashk barsata rahu
hai yahi taqdeer me dil ko samjhata rahu
yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
yaad kar leta hu, aah bhar leta hu
yaad jab aaye teri 
kya khushi ki aarzu
jab khushi meri nahi
maut sayad ho meri
jindagi meri nahi
yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
yaad kar leta hu, aah bhar leta hu
yaad jab aaye teri

Song details

Song video

Watch on YouTube