Roman script

yaad aayi aadhi raat ko

yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba 

dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba 

dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba

marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke

har baat pe kahte hai ke kis baat ki toba

yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba 

dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba 

saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has

ki maine agar pi ke do to kis baat ki toba

yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba 

dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba

chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme 

kya khwab tha bahke hue jajbaat ki toba

yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba 

dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba 

yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba

kal raat ki toba

Explore this song