Roman script

wo teri duniya nahin wo teri mehfil nahin

uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin

rote teri yaad mein gujarega har sawan mera

jab kahenge log daku ban gaya sajan tera

mujh pe kya mujh pe kya mujh pe kya 

gujaregi tu iss baat se gafil nahin

uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin

wo teri duniya nahin wo teri mehfil nahin

geet bulbul ka hai yeh koyal ki mithi kuk hai

jindagi hai phul tere hath mein banduk hai

tu mera tu mera tu mera 

sajan hai sajan tu koyi kaatil nahi

uss taraf mat ja udhar rasta toh hai manjil nahin

woh teri duniya nahin woh teri mehfil nahin

har kasam ko todkar har ek wada todkar

har kasam ko todkar har ek waada todkar

ja raha hai aaj tu nafrat se sabko chhod kar

kya meri kya meri kya meri

chahat bhi tere pyar ke kabil nahi

uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin

wo teri duniya nahin woh teri mehfil nahin

Explore this song