Roman script

wo aankh se pila gaye

pila gaye pila gaye

wo aankh se pila gaye 

pila gaye pila gaye

mastiya luta gaye pila gaye 

pila gaye pila gaye

aake sara gam bhula gaye 

mastiya luta gaye

aake sara gam bhula gaye 

mastiya luta gaye

wo aankh se pila gaye 

pila gaye pila gaye

bahar hamare ghar mein aayi 

prem ki ghata jhum ke chhai 

bahar hamare ghar mein aayi 

prem ki ghata jhum ke chhai 

soye rhenge jagege marenge 

jadu wo chala gaye

aake sara gam bhula gaye

mastiya luta gaye

wo aankh se pila gaye 

pila gaye pila gaye

pyar ka mitha geet sunaya

sokhiyo ke matlab ko bataya

pyar ka mitha geet sunaya

sokhiyo ke matlab ko bataya

jhum ke baag mein aati hai bahar

phul sab khila gaye 

aake sara gam bhula gaye

mastiya luta gaye

wo aankh se pila gaye 

pila gaye pila gaye

Explore this song