Roman script

wo tikhi nazro se mere dil par

kuch aise bijli gira rahe hai

wo tikhi nazro se mere dil par

jalan to pahle hi thi 

magar ab wo dard dil me badha rahe hai

jalan to pahle hi thi 

magar ab wo dard dil me bhada rahe hai

wo tikhi nazro se mere dil par

kabhi wo aanchal hata rahe hai 

kabhi wo parda gira rahe hai

kabhi wo aanchal hata rahe hai 

kabhi wo parda gira rahe hai

jawab unka hai khub unka

jawab unka hai khub unka

wo har ada se lubha rahe hai

wo har ada se lubha rahe hai

wo tikhi nazro se mere dil par

nashili aankhe gulabi daure

ye madbahare do hansi katore

ye madbahare do hansi katore

jawani unki zamana unka

jawani unki zamana unka

jawani unki zamana unka

bana rahe hai mita rahe hai

bana rahe hai mita rahe hai

wo tikhi nazro se mere dil par

main unke hatho me aarzu ki

wo ek sama hu prem jisko

jala jala kar bujha rahe hai

jala jala kar bujha rahe hai

bujha bujha kar jala rahe hai

bujha bujha kar jala rahe hai

wo tikhi nazro se mere dil par

Explore this song