Roman script

wo ruthe huye hai manana padega 

wo ruthe huye hai manana padega 

ye raaj hai jo chhipana padega

wo ruthe huye hai manana padega 

chhipana padega wo ruthe huye hai

wo ruthe huye hai manana padega 

wo ruthe huye hai manana padega 

bala ban gayi unki de haari

kaha hi hai dil ne haay ye bekrari

dilaau main kyu par yakin apna 

unhe ek din unhe ek din dil dikhana padega

unhe ek din dil dikhana padega ho ho 

wo ruthe huye hai manana padega 

wo ruthe huye hai manana padega 

raham agar na aaye hamare kiye par

raham agar na aaye hamare kiye par

taras khaao haay raam taras khaao 

is apne jigari jiye par

taras khaao haay raam taras khaao 

is apne jigari jiye par

agar khul gayi ye banawat dikhawat

agar khul gayi ye banawat dikhawat

to bistar yaha se uthana padega ji ha

to bistar yaha se uthana padega

wo ruthe huye hai manana padega 

wo ruthe huye hai manana padega

Explore this song