Roman script

kise sunaye kise sunaye apne man ki bat 
sajan apne man ki bat 
kise sunaye kise sunaye apne man ki bat
sajan apne man ki bat 
aahe bharte din jata hai rote rote rat 
sajan apne man ki bat 
kise sunaye kise sunaye apne man ki bat 
jab se tumne hai muh moda 
jab se tumne hamko choda 
jab se tumne hai muh moda 
jab se tumne hamko choda 
man ki bagiya sukhi jaye 
man ki bagiya sukhi jaye 
nayno me barsat 
ho o o ho sajan kise sunaye 
kise sunaye apne man ki bat 
jisko humne apna jana 
apna jiwan sathi mana 
jisko humne apna jana 
apna jiwan sathi mana 
apna jiwan sathi mana 
kaisi bedardi se wo hi 
kaisi bedardi se wo hi 
chala chuda kar hath
sajan apne man ki bat 
kise sunaye kise sunaye apne man ki bat 
sajan apne man ki bat

Song details

Song video

Watch on YouTube