Roman script

he ridddhi siddhi ke swaami 

he jag ke antryaami 

har disha me tera naam chale 

ganpati apne dhaam chale 

ganpati bappa maurya, punsha varshi laukar ya 

ho dukhharta sukhharta, tu hi jag ke vighnharta 

he teri mahima aprmpaar 

o tere naam se jhum utha sansaar 

dharti amber kan kan me 

tu hi to hain har man me 

jab bhi bhakto ne pukara 

tune diya hain usko sahara 

teri daya se khushihaali 

tera vacahn na jaaye khali 

teri daya se khushihaali 

tera vacahn na jaaye khali 

mere deva

ganpati bappa maurya, punsha varshi laukar ya 

ganpati bappa maurya, punsha varshi laukar ya 

ho dukhharta sukhharta, tu hi jag ke vighnharta

he teri mahima aprmpaar 

o tere naam se jhum utha sansaar 

ganpati bappa maurya, punsha varshi laukar ya 

ganpati bappa maurya, punsha varshi laukar ya

Explore this song