Roman script

vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

judaayi ke nagamo se dipak jalaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

ashkho ke tute sitaaro se aage

nazaaro se aage

ashkho ke tute sitaaro se aage

nazaaro se aage

muhabbat ki chhoti si duniyaa basaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

farebi bahaaro se aankhe churaakar

khushiyaan bhulaa kar

farebi bahaaro se aankhe churaakar

khushiyaan bhulaa kar

aaho ke sholo se daaman jalaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar

unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai

Explore this song