Roman script

do :	vatan ki maati haath me lekar maathe tilak lagaa lo

gi :	vatan ki maati haath me lekar maathe tilak lagaa lo

mu :	jis maati ne janam diyaa us maati ke gun gaa lo

gi :	jis maati ne janam diyaa us maati ke gun gaa lo

ko :	vatan ki maati haath 

mu :	maati ho ke sonaa ugale

gi :	maati ho ke sonaa ugale ye sonaa vo sonaa hai

ko :	ye sonaa vo sonaa hai

do :	chor churaa_e daaku lute khatam kabhi nahi honaa hai

mu :	aisi pyaari daulat ko

gi :	aisi pyaari daulat ko

do :	tan-man se apanaa lo

ko :	jis maati ne janam 

mu :	gairo ne baahar se aa ke

gi :	gairo ne baahar se aa ke

mu :	pet bhare yahaan apane

ko :	pet bhare yahaan apane

do :	sukh ki nid sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane

ko :	sukh ki nid sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane

mu :	band karo ab ghar ke dvaare

gi :	band karo ab ghar ke dvaare

ko :	jis maati ne janam

Explore this song