Roman script

waasta hi na jab raha tumse

phir jafaao ka kya gila tumse

waasta hi na jab raha tumse

phir jafaao ka kya gila tumse

tum kisi gair ki amaanat ho

kaisa shikva-gila bhala tumse

waasta hi na jab raha

dard deke paraye ho baithe 

kaise maangu main ab dawa tumse 

dard deke paraye ho baithe 

kaise maangu main ab dawa tumse 

kam se kam jhuthi taslli deye 

haay ye bhi na ho saka tumse 

waasta hi jab na raha

chnd roti hui yaado ke siwaay 

dekh lo kuch nahi liya tumse 

chnd roti hui yaado ke siwaay 

dekh lo kuch nahi liya tumse 

yaaro hanste wo mujhpe khub hanso 

aur hogi bhi sakega kya tumse 

waasta hi jab na raha 

uski kismat pe rask aata hai 

jiske dil ka jahan basa tumse 

uski kismat pe rask aata hai 

jiske dil ka jahan basa tumse 

kaise kah dun bura hua tumse 

waasta hi na jab raha tumse

phir jafaao ka kya gila tumse

waasta hii na jab raha

Explore this song