Roman script

uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya 
uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya 
mere man me kaun samaya
uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya 
uthi umange fir se sajni naya zamana aa gaya 
mere man me kaun samaya
man me hai chit chor tumhare
chamak rahe aasha ke taare 
man me hai chit chor tumhare
chamak rahe aasha ke taare 
man me hai chit chor tumhare
chamak rahe aasha ke taare 
palbhar me kudrat ne phir se 
bigda khel banaya
uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya 
mere man me kaun samaya
naa kaha hai man ka panchi
naa kaha hai man ka panchi
sari duniya jhoom rahi hai 
sari duniya jhoom rahi hai 
mast pawan le le angdayi
kaliyo ka muh chum rahi hain
mast pawan le le angdayi
kaliyo ka muh chum rahi hain
patjhad ke din beet chuke hai 
phir se fagun aaya 
mere man me kaun samaya
uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya 
mere man me kaun samaya

Song details