Roman script

us dil ki bhala taskin ho kya 

us dil ki bhala taskin ho kya 

jis dil ka sahara haye tut gaya

pichhle pahar jo baki raha tha

wo bhi sitara haye tut gaya

us dil ki bhala taskin ho kya 

jis dil ka sahara haye tut gaya

duniya me sukh dukh sabke liye hai

duniya me sukh dukh sabke liye hai

hum to dukhi bhi hai koi nahi

humko zamane ne itna sataya

humko zamane ne itna sataya

dil bhi hamara haye tut gaya

dukh ke bhavar se 

dukh ke bhavar se jujh rahe the

kismat ne khayi phir gam ki thokar

kismat ne khayi phir gam ki thokar

nav kinare jab aake lagi

nav kinare jab aake lagi

maujo se kinara haye tut gaya

us dil ki bhala taskin ho kya 

jis dil ka sahara haye tut gaya

Explore this song