Roman script

jawani huyi is kadar bekarar

chali aayi hu main dupatta utaar

jalwo ne luta hai sabka karaar

aankho ne masti se ghayal hazar

mari thumka mari thumka

mari thumka ulat jaaye up bihar

jawani huyi is kadar bekarar

chali aayi hu main dupatta utaar

jalwo ne luta hai sabka karaar

aankhon ne masti se ghayal hazar

mari thumka mari thumka

mari thumka ulat jaaye up bihar

bali umar hai patli kamar hai

maie jab hi se hai jowan sambhala

ye bhi kya kam hai tujh per karam hai

aaj nadido pe dil hai uchchala

nazuk kala dil ye chala ruk to zara

karna na fir ye faisla

lana hai lele dil lele kuch din udhaar

karle tu chahat ke dariya tu paar

mari thumka mari thumka

mari thumka ulat jaaye up bihar

haule se maine ankhiyan jo maari

noto mein hone lagi maara maari

har koyi mere piche pada hai

thoda thahar aayegi baari

haule se chadta hai sabka bukhaar

karti hu main bhi to tum sab ko pyar

mari thumka mari thumka

mari thumka ulat jaaye up bihar

Explore this song