Roman script

unse najre mili aur mili bhi nahi

unse najre mili aur mili bhi nahi

hum kuchh kuchh bata bhi gaye aur chhupa bhi gaye

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye

pyar hai wo tofa khuda ki baat hai

kisko kab milega ye uske hath hai

dur hum unhise jaa rahe ke jinke paas ye hamara dil rahe

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye

unse najre mili aur mili bhi nahi

chhand si duniya ho aur ho waha hum tum

khushiyo ki barish ho phir ho na koi gam

sang sang jindagi tere ho

isi chahat mein to hum jiye ja rahe hai

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye

unse najre mili aur mili bhi nahi

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye

Explore this song