Roman script

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

tanha jeena mera ho gaya duswaar

tanha jeena mera ho gaya duswaar

jab se hua hain pyaar, tumse hua hain pyaar

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

khayalo se har pal gujarti hain tu 

meri dhadkano mein utarti hain tu

khayalo se har pal gujarti hain tu 

meri dhadkano mein utharti hain tu

kiya pyaar ne kaam kuch is tarah

ki har saas me ab shabarti hain tu 

ki har saas me ab shabarti hain tu 

tera chehra nazar se hatta nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

tanha jeena mera ho gaya duswaar

jab se hua hain pyaar, tumse hua hai pyaar

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

meri jaan tu jo mili naa agar

mita dunga jeevan tere naam par 

meri jaan tu jo mili naa agar

mita duuga jeevan tere naam par 

tu chaahe naa chaahein ye marzi teri

main chahunga tujhko yunhi umar bhar 

main chahunga tujhko yunhi umar bhar 

tera chehra nazar se hatta nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi 

tanha jeena mera ho gaya duswaar

jab se hua hain pyaar, tumse hua hai pyaar

tera chehra nazar se hatata nahi 

waqt kaate se bhi ab to katata nahi.

Explore this song