Roman script

jis din se nazar me aaye ho tum 
kuch aur nazar to aaye na
jis din se nazar me aaye ho tum 
kuch aur nazar to aaye na
ise pyar kahe ya pagalpan
ise pyar kahe ya pagalpan
dil chain kahi bhi paaye na
mere khayalo me rahne lage ho
tum banke hansi nazare
socha karu main ye rista hai 
apna kya tum koun ho hamare
mere khayalo me rahne lage ho
tum banke hansi nazare
socha karu main ye rista hai 
apna kya tum koun ho hamare
ek tum hi pasand ho meri sanam
koi dusra to bhaaye na
ise pyar kahe ya pagalpan 
ise pyar kahe ya pagalpan
dil chain kahi bhi paaye na 
duniya ki har khusi mujhko mili
magar fir bhi hai kuch kami si 
dekho to bebasi apni hi jindagi
lagti hai kuch ajnabi si 
duniya ki har khusi mujhko mili
magar fir bhi hai kuch kami si 
dekho to bebasi apni hi jindagi
lagti hai kuch ajnabi si 
deti hai maza kyun dil ki chubhan
ye raaz koi samjhaye na
ise pyar kahe ya pagalpan 
ho ise pyar kahe ya pagalpan 
dil chain kahi bhi paaye na
jis din se nazar me aaye ho tum

Song details