Roman script

unse najre mili aur mili bhi nahi

unse najre mili aur mili bhi nahi

hum kuchh kuchh bata bhi gaye aur chhupa bhi gaye 

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye 

pyar hai wo tofa, khuda ki baat hai 

kisko kab milega, ye uske haath hai 

dur hum unhise jaa rahe ke jinke paas ye hamara dil rahe 

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye 

unse najre mili aur mili bhi nahi

chhand si duniya ho aur ho waha hum tum 

khushiyo ki barish ho phir ho naa koi gam 

sang sang jindagi tere ho 

isi chahat mein to hum jiye jaa rahe hai

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye 

unse najre mili aur mili bhi nahi

duniya dono ki badli hai kuchh is tarah

hum dono kaha se kaha ab kaha aa gaye

Explore this song