Roman script

unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya

dil mera kho gaya dil unka kho gaya

dil dil se mil gaya

unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya

dil mera kho gaya dil unka kho gaya

dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya

dard mitaye tune teer chubha ke

dard mitaye tune teer chubha ke

aag bujhai ik aag lagake

aag bujhai ik aag lagake

unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya

dil mera kho gaya dil unka kho gaya

dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya

naino se nain mile badale zamane

naino se nain mile badale zamane

samajhe samajhne wale aur na jane

samajhe samajhne wale aur na jane

aur na jane koi aur na jane

aur na jane koi aur na jane

unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya

dil mera kho gaya dil unka kho gaya

dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya

ulfat ki dekho kaisi ajab kahani

ulfat ki dekho kaisi ajab kahani

aaye na badal phir bhi barasa hai pani

aaye na badal phir bhi barasa hai pani

unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya

dil mera kho gaya dil unka kho gaya

dil dil se mil gaya 

unse pyar ho gaya unse pyar ho gaya 

dil mera kho gaya dil unka kho gaya 

dil dil se mil gaya unse pyar ho gaya

Explore this song