Roman script

umariya bin khewak ki naiya 

umariya bin khwak ki naiya

paal nahi patwar nahi or tej chale purwaiya

umariya bin khwak ki naiya 

umariya bin khwak ki naiya

chin uchre chin gota khaye na dube na paar lagaye

chin uchre chin gota khaye na dube na paar lagaye

bhatke it ut bhawar me jaise bichdi sanjh chiraiya

umariya bin khwak ki naiya 

umariya bin khwak ki naiya

dhar ajani nadi ajani charo or pani hi pani

dhar ajani nadi ajani charo or pani hi pani

dubegi ya paar lagegi jane ram rakhaiya

umariya bin khewak ki naiya

umariya bin khewak ki naiya

umariya bin khewak ki naiya

Explore this song