Roman script

tvamevma mata che pita tvamevma

tvamevma bandhu sakha tvamevma

tvamevma vidya darvdm tvamevma

tvamevma  sarvam mamdev devha

jinke hriday shri ram base  

aur ka naam liyo na liyo 

jinke hriday shri ram base  

aur ka naam liyo na liyo 

jinke hriday shri ram   

koi mange kanchan siya 

koi mang raha prabhu se maya 

koi punye kare koi dan kare 

koi dan ka rog bakhan kare 

jin kanya dhan ko daan diyo 

jin kanya dhan ko daan diyo 

aur koi ko diyo na diyo 

jinke hriday shri ram  

koi ghar me beitha naman kare 

koi hari mandir me bhajan kare 

koi ganga jamna snan kare 

koi kasi jake dhayan kare 

jin mat pita ki seva ki 

jin mat pita ki seva ki 

un teerath sthan diyo 

jinke hirday shri ram 

jinke hriday shri ram base  

aur ka naam liyo na liyo 

jinke hriday shri ram base  

aur ka naam liyo na liyo 

jinke hriday shri ram

Explore this song

Song video

Watch on YouTube