Roman script

tune jindagi mein 
agar ek baar pee 
jaan leke dub gayi 
jaan leke dub gayi   
teri jindagi sar bhi uthane ke liye 
pyas bujhane ke liye 
dard dabane ke liye 
pyas bujhane le liye 
ek baar munh laga ke agar
tune dekh li jaan leke dub gayi 
teri jindagi luft uthane ke liye
luft uthane ke liye
dard dabaane ke liye 
pyas bujhane ke liye 
shole aag ke huyi pari karaab ki 
shole aag ke huyi pari karaab ki  
ghar bacha na dar bacha
na aabaru bachi na jindagi bachi
tune jindgi mein agar ek ghunt pee
pahli ghunt pee
jaan leke dub gayi 
jaan leke dub gayi   
pyas bujhane ke liye 
pyas bujhane ke liye 
dard dabane ke liye 
pyas bujhane le liye

Song details

Song video

Watch on YouTube