Roman script

roothi hui taqdeer ko
ab kaise manaau 
ab kaise manao 
tuta huaa sitar hai 
ab kaise bajao 
ab kaise manao 
kismat se mile hai 
ye mujhe do nazrane 
khane ko mili thokar 
pine ko mile aason 
gam aur musibat se 
sada yaari nibhau nibhau
ab kaise manau 
ujdi hui nagri hai meri 
tuta huaa hai dil hay 
tuta huaa hai dil 
kahe rahi hai mujhko 
meri alvida bahare 
kahe rahi hai mujhko 
meri alvida bahare 
puchha jo unse maine 
ab kaise batau 
ab kaise manau 
roothi hui taqdeer ko 
ab kaise manau 
ab kaise manau

Song details

Song video

Watch on YouTube