Roman script

aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wahi 

aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain 

aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wahi 

aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain 

dam sa ghutta hai agar gham ki siy raato mein 

dam sa ghutta hai agar gham ki siy raato mein 

shamma ki lo koi chupke se badha deta hain 

aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain 

mein to ab ahade wafa aur se kar lun lekin 

mein to ab ahade wafa aur se kar lun lekin 

koi dheere se mera hath daba deta hain 

koi dheere se mera hath daba deta hain 

aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain

Explore this song