Roman script

tu ne jaha bana kar, tu ne jaha bana kar

ehsaan kya kiya hai, ehsaan kya kiya hai

bas khelne ka apne saamaan kar liya hai

bas khelne ka apne saamaan kar liya hai

ehsaan kya kiya hai

tu ne jaha bana kar, tu ne jaha bana kar

ehsaan kya kiya hai, ehsaan kya kiya hai

lekin tere khilaune, lekin tere khilaune  

aansu baha rahe hain

sun le pukaar unki, sun le pukaar unki 

tujh ko bula rahe hain, tujh ko bula rahe hain

marne ki aarju me, marne ki aarju me  

kab tab koi jiya hai

kab tab koi jiya hai

agar teri ye thi khwahish 

ham munh se kuchh na kahte

agar teri ye thi khwahish 

ham munh se kuchh na kahte

jo naach tu nachaata, jo naach tu nachaata  

vo naachte hi rahte

jo naach tu nachaata vo naachte hi rahte

mitti ke but banata, mitti ke but banata 

ye dil kyu de diya hai

ye dil kyu de diya hai

tu ne jaha bana kar, tu ne jaha bana kar

ehsaan kya kiya hai, ehsaan kya kiya hai

Explore this song