Roman script

tune ho tune haye mere zakm-e-jigar ko chhu liya
tune haye mere zakm-e-jigar ko chhu liya
dur hu mai teri duniya se dur hu mai teri duniya se
kyu chhua na man mera tune haye 
mere zakm-e-jigar ko chhu liya tune ho 
mai pyar ki chandni raat hu
mai pyar ki chandni raat hu
uljhi hui dard ki baat hu uljhi hui dard ki baat hu
tune haye mere zakm-e-jigar ko chhu liya tune ho 
suna tha ghar koi rahne laga
suna tha ghar koi rahne laga
dar ke magar dil ye kahne laga
dar ke magar dil ye kahne laga
tune haye mere zakm-e-jigar ko chhu liya
tune haye mere zakm-e-jigar ko chhu liya tune ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Nutan, Nasir Khan