Roman script

tumse ho gaya pyar tumse ho gaya pyar

dekho kisi se kahna na ye bat meri sarkar

kisi se kahna na ye bat meri sarkar

kisi se kahna na kisi se kahna na

tumse ho gaya pyar

haste haste aankh mila kar

haste haste aankh mila kar

teer najar ka dil par kha kar

teer najar ka dil par kha kar

ho gaye hum bimar 

ho gaye hum bimar kisi se kahna na

ye bat meri sarkar kisi se kahna na

kisi se kahna na tumse ho gaya pyar

preet kabhi chhup kar nahi rahti

preet kabhi chhup kar nahi rahti

dil ki bat najar hai kahti

dil ki bat najar hai kahti ho gaya jo ikrar

ho gaya jo ikrar kisi se kahna na

ye bat meri sarkar kisi se kahna na

kisi se kahna na tumse ho gaya pyar

nain se nain mila baithe hai

nain se nain mila baithe hai

dil se dil ko laga baithe hai

dil se dil ko laga baithe hai

bich hui aawaz bich hui aawaz

kisi se kahna na ye bat meri sarkar

kisi se kahna na kisi se kahna na

tumse ho gaya pyar

Explore this song