Roman script

tumse dil kya laga liya hamne 

tumse dil kya laga liya hamne

khud ko paagal bana liya hamne

tumse dil kya laga liya hamne 

tumse dil kya laga liya hamne

khud ko paagal bana liya hamne

tumse dil kya laga liya hamne

aaj hontho pe tham gayee aahe

aaj aankhon me khwaab jalate hain

kal jaha pyaar mehaka mehaka tha

aaj uss dil me jakhm paalate hain

dard seh seh ke muskuraate hain 

dard seh seh ke muskuraate hain

aansuo ko chhupa liya hamne

tumse dil kya laga liya hamne

ulajhee ulajhee see jindagee le kar

ham yeh kis mod par chale aaye

bewafa tum nahee chalo mana

tum bhee hamko samajh nahee paye

jo bhee iljaam iss jahaan ne diya 

jo bhee iljaam iss jahaan ne diya

hanste hanste utha liya hamne

tumse dil kya laga liya hamne 

tumse dil kya laga liya hamne

khud ko paagal bana liya hamne

Explore this song