Roman script

tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena

garib jaan ke

tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena

garib jaan ke

lagi hai chot kaleje pe umar bhar ke liye

lagi hai chot kaleje pe umar bhar ke liye

tadap rahe hai mohabbat me ek najar ke liye

najar milake

najar milake mohabbat se muskura dena

tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena

garib jan ke

jaha me aur hamara kaha thikana hai

jaha me aur hamara kaha thikana hai

tumhare dar se kaha uth ke hamko jana hai

jo ho sake to

jo ho sake to mukaddar mera jaga dena

tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena

garib jan ke

mila karar na dil ko kisi bahane se

mila karar na dil ko kisi bahane se

tumhari aas lagaye hai ek jamane se

kabhi to apni

kabhi to apni mohabbat ka aasra dena

tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena

garib jan ke

najar tumhare mere bich bate kahte hai

najar tumhare mere bich bate kahte hai

tumhari yaad din raat sath dete hain

tumhari yaad din raat sath dete hain

tumhari yaad ko

tumhari yaad ko muskil hain ab bhula dena

tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena

garib jan ke

Explore this song