Roman script

tumhari yaad me mere balma o mere sajna

dil mera haye bekarar hai

dil mera bekarar hai ho o o

dil mera bekarar hai, tumhari

ye to bata de mere sanam

kab tak sahu mai duniya ke gam haye duniya ke gam 

ye to bata de mere sanam

kab tak sahu mai duniya ke gam haye duniya ke gam 

aaja mera dil tumko pukare, aankho ko intjaar hai

dil mera bekarar hai ho o o

dil mera bekarar hai, tumhari

kismat mare jaye kaha

milta nahi hai tera nisa haye tera nisa

kismat mare jaye kaha

milta nahi hai tera nisa haye tera nisa

aake mujhe tu de ja sahare iltja baar-baar ho

dil mera bekarar hai ho o o

dil mera bekarar hai

tumhari yaad me mere balma o mere sajna

dil mera haye bekarar hai

dil mera bekarar hai ho o o

dil mera bekarar hai, tumhari

Explore this song