Roman script
tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge jo dil me aa gayi hai aaj hum vo kar hi gujarenge khabar kya thi ki apne bhi sitare aise bigadenge khabar kya thi ki apne bhi sitare aise bigadenge ki jo puja ke kabil hai wahi log rang badalenge tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge tumhari ek na manenge, karenge aaj man mani bahut tarsaya hai tumne, nahi ab aur tarsenge sataya to nahi karte, kabhi kismat ke maro ko kisi ki jaan jayegi, kisi ke arman nikalenge tumhare bin gujare hai kai din ab na gujarenge jo dil me aa gayi hai aaj hum vo kar hi gujarenge tumhare bin gujare hai kai din ab na gujarenge manaya tumko kitni baar, lekin tum nahi mane to ab majbur hokar hum, shararat per bhi utrenge hakikat kya hai, ye pahle bata dete to acha tha khud apne jaal se hi hum na jaane kaise hum nikalenge tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge kayi din baad fir ye saaj, ye singaar paya hai nahi malum tha ki aap yu, inkar kar denge tumhe kaise bataye, kya humare sath gujari hai tumhare khwab tutenge, agar sach baat kah de tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge jo dil me aa gayi hai aaj hum vo kar hi gujarenge tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge jo dil me aa gayi hai aaj hum vo kar hi gujarenge tumhare bin gujaare hai kai din ab na gujarenge
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aatmaram (1979)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Vishveshvar Sharma
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Vidya Sinha
- Actor: Bindiya Goswami
- Actor: Amjad Khan
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Pran
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
actor: Shatrughan Sinha, Vidya Sinha