Roman script

tumhaare dil ki duniya ko

najar me leke jaaunga

karogi yaad kuchh aisi 

nishaani deke jaaunga

tumhaare dil ki duniya ko

najar me leke jaaunga

tumhaare husn par mitkar 

divaana ban ke aaya hu

tumhaare husn par mitkar 

divaana ban ke aaya hu

tumhe bhi ishk me apne

divaana kar ke jaaunga

tumhaare dil ki duniya ko

najar me leke jaaunga

suno ae rup ki raani

kasam teri mohabbat ki

suno ae rup ki raani

kasam teri mohabbat ki

agar jaana pada mujhko

tumhe bhi leke jaaunga

tumhaare dil ki duniya ko

najar me leke jaaunga

tumhe jab tak naa dekha tha

tamannaae naa thi koi

tumhe jab tak naa dekha tha

tamannaae naa thi koi

magar ab sab tamannaao ko

pura kar ke jaaunga

tumhaare dil ki duniya ko

najar me leke jaaunga

karogi yaad kuchh aisi 

nishaani deke jaaunga

tumhaare dil ki duniya ko

najar me leke jaaunga

Explore this song