Roman script

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

na tum hare na hum hare

safar saath jitna tha ho hi gya prem

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

na tum hare na hum hare

yad ke phul ko ham to apne dil se rahenge lagaye

yad ke phul ko ham to apne dil se rahenge lagaye

or tum bhi haslena jab ye diwana yad aaye

milenge jo fir se milade sitare

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

waqt kaha rukta hai to fir tum kaise ruk ajte

waqt kaha rukta hai to fir tum kaise ruk ajte

aakhir kisne chand chua hai ham kaise hath badhate

jo us par ho tum to hum is kinare

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

tha to bahut kahne ko lekin ab to chup behtara hai

tha to bahut kahne ko lekin ab to chup behtara hai

ye dunia hai ek saray jiwan ek safar hai

ruka bhi hai koi kisi ke pukare

na tum hare na hum hare

safar sath jitna tha ha ho hi hoga prem

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

Explore this song