Roman script

tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar

chaand ke tale jalenge ham sanam raatbhar

tum to dil ke taar chhed kar

tumko nind aayegi tum to so hi jaaoge

tumko nind aayegi tum to so hi jaaoge

kiska le liya hai dil yeh bhi bhul jaaoge 

ye to ek baar khwaab mein to aaoge

ye to ek baar khwaab mein to aaoge

khwaab mein to aaoge tum to dil ke taar chhed

kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar

apni ek aur raat ulajano mein jaayegi

apani ek aur raat ulajano mein jaayegi

shaukh shaukh wo ada hamko yaad aayegi

mast mast har najar dard ban ke chhayegi

mast mast har najar dard ban ke chhayegi

dard ban ke chhayegi tum to dil ke taar chhed

kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar

aaj sabr ka bhi haath hamse chhutane laga

aaj sabr ka bhi haath hamse chhutane laga

ab to baat baat par dil bhi ruthhane laga

kya gajab hain har koyi hamko lutane laga

kya gajab hain har koyi hamko lutane laga

tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar

chaand ke tale jalenge ham aye sanam raatbhar

tum to dil ke taar chhed kar.

Explore this song