Roman script

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

geet hi is jivan ka sur hai geet hai prem tarana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

geet hi is jivan ka sur hai geet hai prem tarana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana

ye teri meri zindagi suro mein hai dhali hui 

dukho ki pancham kabhi sukho ki kabhi ragini 

ye teri meri zindagi suro mein hai dhali hui 

dukho ki pancham kabhi sukho ki kabhi ragini 

saat suro ki is sargam ko dekho bhul naa jaana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana

ye rut hai bahaar ki suro ke singaar ki 

madhur jhankar hai dilo ke is taar ki 

ye rut hai bahaar ki suro ke singaar ki 

madhur jhankar hai dilo ke is taar ki 

is mann mein anmol ratan hai 

mann hai anmol khajana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana

ye thumre ki taal hai kabhi ye khayal hai 

ada hai aalam ki raago ka ye kamaal hai 

ye thumre ki taal hai kabhi ye khayal hai 

ada hai aalap ki raago ka ye kamaal hai 

raag se jal ban saathi apne mann ki agan bajana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana

geet hi is jivan ka sur hai geet hai prem tarana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana 

tum tana nana tana ye dil hai deewana

Explore this song