Roman script

hum bin jina raas na aaye 
ho tum bin jina raas na aaye 
ro denge tum jo paas naa aaye 
yu hi tera ye man ghabraye 
yu hi tera ye man ghabraye 
tere liye to duniya me aaye 
tum bin jina raas naa aaye 
zara dekho piya meri ankho me tum chahat hi nazar ayegi 
zara dekho piya meri ankho me tum chahat hi nazar ayegi 
chalenge banke hum hamsafar jaha kabhi wo dagar bhi ayegi 
wada karke tod naa naa kyu todunga janejana
aake mujhe tum chhod na na kyu chodunga janejana
wada wo kya jo nibhaya na jae
tum bin jina raas naa aaye 
o tum bin jina raas naa aaye 
dekho to manzile dekhti hai hame chahat bhari nigaho se 
dekho to manzile dekhti hai hame chahat bhari nigaho se 
milne do fursate mujhe zara sanam majburiyo ki raho se 
tere jiwan ki raah pe sang sang chalna hai hame 
ik duje ka aasara ab to banna hai hame 
ho mohobat ka ye rang chadta hi jaye 
tum bin jina raas naa aaye 
tum bin jina raas naa aaye 
yu hi tera ye man ghabraye 
yu hi tera ye man ghabraye 
tere liye to duniya me aaye 
tum bin jina raas naa aaye 
o tum bin jina raas naa aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan